notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Tere Pyar Ne

Alka Yagnik

Tere Pyar Ne

tere pyar ne yeh kiya kardiya
behekne laga deewana dil
tere pyar ne yeh kiya kardiya
behekne laga deewana dil

sambhalta nahi sambhale se bhi
sanam ho gayi badi mushkil
tere pyar ne yeh kiya kardiya
behekne laga deewana dil

waadin mein jaise hawa
phoolon mein khusbu rahein
aise hi jane wafa
dil mein mere tu rahe
rangeen nazarein huwi
mausam sunehra dikhe
dekhun jahaan tak yahaan
tera hi chehra dikhe

tere pyar ne yeh kiya kardiya
behekne laga deewana dil
sambhalta nahi sambhale se bhi
sanam ho gayi badi mushkil

dulhan lage yeh zameen
dulha lage asmaan
tu samne jab rahe
acha lage yeh jahaan
teri wafa chahiye
is zindagi ke liye
har dard sah lungi main
teri khushi ke liye

tere pyar ne yeh kiya kardiya
behekne laga deewana dil
sambhalta nahin sambhala se bhi
sanam ho gayi badi mushkil

Tracker