notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Hamein Tumse Hua Hai Pyar (feat. Udit Narayan)

Alka Yagnik

Hamein Tumse Hua Hai Pyar (feat. Udit Narayan)

hame tumse hua hai pyar, ham kya kare , aap hee bataye ham kya kare
aap se bhi hasin hain aap kee yeh adaaye, ham iss ada pe kyun naa mare
hame tumse hua hai pyar, ham kya kare, aap hee bataye ham kya kare

bas ham tumhe dekha kare, baithi raho aaghosh men
aisi bhi kya diwangi, bilkul nahee ho tum hosh men
janeman janejana chhodiye bhi satana, ham iss jalan men kab tak jale
tumhe hamase hua hai pyar, ham kya kare, aap hee bataye ham kya kare
hame tumse hua hai pyar, ham kya kare, aap hee bataye ham kya kare

kahne lagi bechainiya, abb dooriyaan hai mushkil badi
panchhi piya pardesiya, kaise jiye ham abb yeh ghadi
aap se aarju hai, aap se jindgi hai, aap ke bina ham kaise rahe
hame tumse hua hai pyar, ham kya kare, aap hee bataye ham kya kare

Tracker