notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Aashiq Mujhe Aashiq Tune Banaya

Alka Yagnik

Aashiq Mujhe Aashiq Tune Banaya

aashiq mujhe aashiq tune banaya wala wala
dil hai tera mere sine me
yeh kya gazab yar hai, sajna yahi pyar hai

tune aisa dard diya hai mushkil hai batlana
tune kaisa hal kiya hai tune bhi na jana
jana nahi jana najre churake wala wala
julfon ki rangin chao me, mehbub ki gori baho me
dilbar ki raftar hai, sajna yahi pyar hai

zeher judayiwala mujhko janeman nahi pina
bin tere na marna abb to bin tere na jina
jina nahi jina tanha akele wala wala
mehki mohabbat ki raho me, rahu main dilkash panaho me
duniya ki deewar hai, sajna yahi pyar hai
aashiq mujhe aashiq tune banaya wala wala
dil hai tera mere sine me
yeh kya gazab yar hai, sajna yahi pyar hai

Tracker