notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Chura Liya Hai Tumne

Alka Yagnik

Chura Liya Hai Tumne

Aankho se kajal kee tarah, phulo se khushbu kee tarah
dil ko chura liya hai tumne, chura liya
chura liya hai tumne, chura liya

aankho se kajal kee tarah, phulo se khushbu kee tarah
dil ko chura liya hai tumne, chura liya
chura liya hai tumne, chura liya

o jana yeh kya kiya tumne
aankho se kajal kee tarah, phulo se khushbu kee tarah
dil ko chura liya hai tumne, chura liya
chura liya hai tumne, chura liya

jikr teraa hawao se jab bhee kiya karte hain
yado me teree khushbu kaa ham maja liya karte hain
palko se nindo kee tarah, nindo se khwabo kee tarah
dil ko chura liya hai tumne, chura liya
chura liya hai tumne, chura liya

tassavur teraa karte hain ham, kiye ja rahe hain aasheekee sanam
chura liya hai, chura liya hai, tumne chura liya hai

aksar yeh sunte the ham, ishk toh hai divanapan
tumse milke jan gaye, sach kehte the log sanam
honto se hansee kee tarah, hansee se khushee kee tarah
dil ko chura liya hai tumne, chura liya
chura liya hai tumne, chura liya

o jana, yeh kya kiya tumne
chura liya hai tumne, chura liya

Tracker