notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Chaiyaan Mein Saiyaan Ki (feat. Mithoon, Asees Kaur, KESHAV KUMAR)

Jubin Nautiyal

Chaiyaan Mein Saiyaan Ki (feat. Mithoon, Asees Kaur, KESHAV KUMAR)

Pee mohe dhun tune aisi lagayi
Mann mein kahin tori preet jagayi
Ankhiyan ve ankhiyan nu kol bulave
Aayi ve tohre paas main aayi

Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji

Mohe yoon hi tu rakhna ji
Mohe yoon hi tu rakhna ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji

Sajna haan tore preet mein
Saaton janam bitana

Taras gaye the nain mere
Tere chehre ke is noor ko
Rab ne milaya hai humko
Phir rehna kaahe door ko

Ankhiyan ve ankhiyan nu kol bula le
Aayi to more paas ve aayi

Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki

Sajni yoon hi tu rehna ji
Sajni yoon hi tu rehna ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki

Deen ilahi mera maan hai maahi
Main to sajda karun unko
Farz rubayi meri farz gawayi meri
Ishq hua mujhko

Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki

Saiyaan ji

Discografia Tracker