notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Hai Pyaar Kya

Jubin Nautiyal

Hai Pyaar Kya

hai pyaar kya
mil jaaye toh aasmaan
hai pyaar kya
mil jaaye toh dastaan

manzil kahoon
tujhko main ya
hasraton ka jaise karwaan

hai pyaar kya
mil jaaye toh aasmaan
hai pyaar kya
mil jaaye toh dastaan

mausam kahoon
tujhko main ya
khilti hui shaam ki badliyaan

hain pyaar kya
kisko pata
hain pyaar kya
tu hi bata

subah kahoon
tujhko main ya
sargam mein yun lipta dhuaan

seene mein jaan baaki hai
iss pyaar ki pehchaan baaki hai
kaise rukoon
aye dil bata
ek qatra armaan baaki hai

hai pyaar kya
mujhko jo hogaya
hai pyaar kya
kya yeh tujhko bhi hua

Discografia Tracker