notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Kiston

chhup chhup ke dilbar ka deedar kar
aye dil tu aahista izhaar kar
saara ka saara na karna abhi se
aasaan kiston mein tu pyaar kar

chhup chhup ke dilbar ka deedar kar
aye dil tu aahista izhaar kar
pagle saara ka saara na karna abhi se
aasaan kiston mein tu pyaar kar

pehle nibha ke dekhi hai tune
mehangi mohabbat vilayati
pad jaaye jisme lene ka dena
ghaate ka sauda nihayati
karna agar hi hai to pyaar kar le
sasta sa desi kifayati

pehle tu jitna laparwah tha
utna sambhal ke hi iss baar kar
pagle saara ka saara na karna abhi se
aasaan kiston mein tu pyaar kar

Discografia Tracker