notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Patta Bata Doh

Sajjad Ali

Patta Bata Doh

Mein bhi khareedar houn
Mein bhi khareedounga

Pyaar kahaan bikta hai
Patta bata doh

Zara zara halkee halkee, koi kami hai
Kabhie koi paas hai mera, kabhi nahi hai

Kahaan kahaan raat din galion mein dhounda hai
Yaar jahaan milta hai, jaga bata doh
Pyaar kahaan bikta hai patta bata doh


Jala hua dil hai mera, bhuja hua hai
Dhuan dhuan ban k rehna meri saza hai

Mein woh deewaar houn, jispay mohabbat ka
Phool nahi khilta hai, mujhey girado

Pyaar kahaan bikta hai patta bata doh
Mein bhi khareedar houn mein bhi khareedounga
Pyaar kahaan bikta hai patta bata doh

Tracker