notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Hamka Isak Huan Hai Yaaron

Shailendra

Hamka Isak Huan Hai Yaaron

hamka isak huan hai yaaron
hamri koi khabariya lo
hamka isak huan hai yaaron
hamri koi khabariya lo
bich bajariya mein
ladd gayi najariya lo
hamka isak huan hai yaaron
hamri koi khabariya lo
chhoti umariya mein
ladd gayi najariya re
hamka isak huan hai logon
hamri koi khabariya lo
hamka isak huan hai logon
hamri koi khabariya lo

ho jaaon tayyar o saathi - 2
tum sab ho mere baraati
jaldi aana der na karna
yeh duniya hai aati jaati
jaldi aana der na karna
yeh duniya hai aati jaati
chalo abhi rakh li maine
sar pe pagadiya lo
hamka isak huan hai yaaron
hamri koi khabariya lo
hamka isak huan hai logon
hamri koi khabariya lo

ho pyar se jab jab mile jawani
chaho koi bane kahani
parvat pe jab jhuke ghata toh
kya ho barse chham chaam paani
chham chaam paani
paani re paani
haai haai paani
chham chaam paani
ab ke saawan mein gir gayi bijuriya o
hamka isak hua hai yaaron
hamri koi khabariya lo
hamka isak hua hai logon
hamri koi khabariya lo
ab lilla na der lagaaon
jaldi dulha mujhe banaon
ho tum mardo ka kaun bharosa
kaagaz kalam dawad toh mangaaon
ho tum mardo ka kaun bharosa
kaagaz kalam dawad toh mangaaon
naam tumhare likh di yeh saari umariya lo
hamka isak hua hai yaaron
hamri koi khabariya lo
hamka isak hua hai logon
hamri koi khabariya lo
hamka isak hua hai yaaron
hamri koi khabariya lo

Tracker