notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Tujhe Bhi Chand

Shreya Ghoshal

Tujhe Bhi Chand

tujhe bhi chand zara sa dikhta hai kya
jala sa dikhta hai kya apne ghar se
tujhe asmaan ye neela dikhta hai kya
ye geela dikhta hai kya apne ghar se

ye tere aankhon mein bhara rehta hai kyun
ye teri raahon mein khada rehta hai kyun
in galiyon mein bhi sukoon bikta hai kya
zara sa dikhta hai kya jala sa dikhta hai kya
apne ghar se tujhe bhi chand zara sa

ye gehri neend jaga leta hai yoon
ye bairi mann chhala deta hai yoon
is chilman pe bhi rafu tikta hai kya
zara sa dikhta hai kya jala sa dikhta hai kya
apne ghar se tujhe aasmaan ye neela dikhata hai kya
ye geela dikhta hai kya apne ghar se
tujhe bhi chand zara sa

Discografia Tracker