notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Main Hoon Na (feat. Shreya Ghoshal)

Sonu Nigam

Main Hoon Na (feat. Shreya Ghoshal)

kiska hai yeh tumko intezar
main hoon na
dekh lo idhar toh ek baar
main hoon na
kiska hai yeh tumko intezar
main hoon na
dekh lo idhar toh ek baar

main hoon na
khamosh kyun ho joh bhi kehna hai kaho
dil chahe jitna pyar utna maang lo
tumko milega utna pyar
main hoon na
kiska hai yeh tumko intezar
main hoon na
dekh lo idhar toh ek baar
main hoon na

kabhi joh tum socho
ke tum yeh dekho
arre kitna mujhko tumse pyar hai
toh chup mat rehna
yeh mujhse kehna
arre koi kya aaisa bhi yaar hai
dil hi nahin de jaan bhi de joh tumhe
dil hi nahin de jaan bhi de joh tumhe
toh main kahoonga
sarkar main hoon na

kiska hai yeh tumko intezar
main hoon na
dekh lo idhar toh ek baar
main hoon na
khamosh kyun ho joh bhi kehna hai kaho
dil chahe jitna pyar utna maang lo
tumko milega utna pyar
main hoon na
kiska hai yeh tumko intezar
main hoon na
dekh lo idhar toh ek baar
main hoon na

pa ra ra rum, pa ra ra rum
pa ra ra rum, pa ra ra rum

pa ra ra rum, pa ra ra rum
pa ra ra rum, pa ra ra rum

kehne ki ho dil mein koi baat
mujhse kaho
koi pal ho din ho ya ho raat
mujhse kaho
koi mushkil, koi pareshani aaye
tumhe lage kuch theek nahi haalat
mujhse kaho
koi ho tamanna ya ho koi aarzoo
koi ho tamanna ya ho koi aarzoo
rehna kabhi na beqarar
main hoon na

kiska hai yeh tumko intezar
main hoon na
dekh lo idhar toh ek baar
main hoon na
khamosh kyun ho joh bhi kehna hai kaho
dil chahe jitna pyar utna maang lo
tumko milega utna pyar
main hoon na
kiska hai yeh tumko intezar
main hoon na
dekh lo idhar toh ek baar
main hoon na

Discografia Tracker