notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Dushamana, Rehnuma, Tujhpe Hai Abb Toh Yeh Meri Jaan Nisaar

Sunidhi Chauhan

Dushamana, Rehnuma, Tujhpe Hai Abb Toh Yeh Meri Jaan Nisaar

dushamana, rehnuma, tujhpe hai abb toh yeh meri jaan nisaar - 2
jaan nisaar, jaan nisaar.....
hai raqeeb tu mera - 2

aalam behka behka, manjar hai dhuwaan sa
saansein pyaasi pyaasi, mausam badguma sa
ansuni ankahi main tere ishq ki daastaan
tujhpe hai abb toh yeh meri jaan nisaar - 2
jaan nisaar, jaan nisaar.....
hai raqeeb tu mera - 2

armaan jaage jaage, raate soyi soyi
main bhi duba duba, tu bhi khoyi khoyi
do kadam hum badhe toh mite bereham duriya
tujhpe hai abb toh yeh meri jaan nisaar
hai raqeeb tu mera - 2

hai raqeeb tu mera

Tracker