notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Tauba Tauba Jaan Leva Tera Jalwa

Sunidhi Chauhan

Tauba Tauba Jaan Leva Tera Jalwa

Tauba Tauba Tauba Tauba Tauba; Jaan Leva Tauba Tauba Tera Jalwa

Soni Soni Hoon, Mein Soni Hoon Mein Soni Mein Soni Soni Soni Soni Hoon
Khudh Tharasha Hai Khudha Ne Jo Zameen Par Aa Gaya
Tauba Tauba Tauba Tauba Tauba Mere Tauba
Khudh Tharasha Hai Khudha Ne Jo Zameen Par Aa Gaya
Jaan Mujh Mein Daal Ke To Yeh Jahaan Chakraa Gaya
Chaand Ne Dekha Mujhe To Chaand Bhi Sharma Gaya
Soni Soni Hoon, Mein Soni Hoon Mein Soni Mein Soni Soni Soni Soni Hoon
Soni Soni Hoon, Mein Soni Hoon Mein Soni Mein Soni Soni Soni Soni Hoon
Taub Tauba Tauba Tauba Tauba; Jaan Leva Tauba Tauba Tera Jalwa…Tera Jalwa

Chaudivi Ka Chaand Ho Ya Aaftab Ho; Jo Bhi Ho Tum Khudha Ki Kasam Lajawab Ho

Haann…Mujhse Poocha Tha Khudha Ne Jaagogi Tum Tum Zameen Par,
Mein Yeh Boloon Tab Khudha Se; Saare Aashiq Hai Wahin Par
Mujhse Pehle Kya Zameen Par Chaand Uthara Tha Kabhi
Ab Diwaano Tum Bathaao Koi Mujhsa Hai Kahin Par
Sar Pe Sajda Le Gaye Sab Roop Tera Dekh Kar; Jaan-O-Dil Se To Gaye Sab Roop Tera Dekh Kar
Tauba Tauba Tauba Tauba Tauba; Jaan Leva Tauba Tauba Tera Jalwa

Haann…Har Taraf Ek Shor Sa Hai, Mere Aane Ki Khabar Se,
Har Taraf Mehki Fiza Hai, Mere Aane Ki Khabar Se
Har Jawaan Dil Ki Mein Dhadkan Ban Gayi Woh Aaj To
Har Jawaan Chehra Khila Hai, Mere Aane Ki Khabar Se
Sar Pe Sajda Le Gaye Sab Roop Tera Dekh Kar; Jaan-O-Dil Se To Gaye Sab Roop Tera Dekh Kar
Taub Tauba Tauba Tauba Tauba; Jaan Leva Tauba Tauba Tera Jalwa..Tera Jalwa..Tera Jalwa

Tracker