notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Reham Karein Rab Reham Karein

Sunidhi Chauhan

Reham Karein Rab Reham Karein

(shaamiyaana meri yeh baahon ka, ashiyaana kuch begunaaho ka
aasaan hai aana ismein koi na beham karein) - 2

reham karein rab reham karein - 4

(dil to mere baaz na aaya kabhi, dil to mere baaz na aayega kabhi
dil to tere haath se jayega abhi, baat to meri yeh maano na) - 2
(dekho jaan se guzarega, jo bhi dil mein utarega
dheere dheere bhikhare ga reham karein) - 2
reham karein rab rab rab rab.....
reham karein rab rehma karein - 4

shaamiyana meri yeh baahon ka, ashiyaana kuch begunaaho ka
aasaan hai aana ismein koi na beham karein

reham karein rab reham karein - 4

Tracker