notícias musicais

top 13 artistas

top 13 musicas

Confira a Letra Koi Gaata Main So Jaata

Udit Narayan and Lata Mangeshkar

Koi Gaata Main So Jaata

koi gaata main so jaata - 2

sansriti ke vistrit saagar mein
sapanon ki nauka ke andar
dukh sukh ki laharon mein uth gir
bahata jaata, main so jaata

aankho mein lekar pyaar amar
aashish hatheli mein bhar kar
koi mera sar godi mein rakh
sahalaata, main so jaata

mere jivan ka kaaraajal
mere jivan ka haalaahal
koi apane svar mein madumay kar
doharaata main so jaata

koi gaata main so jaata

Tracker